Hamara Pakistan
23 Mar 2018 15:57
Lika Brown
MemberDear friends,
Could someone please translate this song:
dil ka junoon jo ragon se baha hai
dil aazmaya to dar na laga hai
dil ka junoon jo ragon se baha hai
dil aazmaya to dar na laga hai
nahi khof koi bhi dushman ka ham ko
nahi milne denge yun dharti se gham ko
nahi milne denge yun dharti se gham ko
har ek Pakistani ne pukara Pakistan
amn ka nishaan yeh hamara Pakistan
har ek Pakistani ne pukara Pakistan
amn ka nishaan yeh hamara Pakistan
nahi khof koi bhi dushman ka ham ko
nahi milne denge yun dharti se gham ko
nahi milne denge yun dharti se gham ko
har ek Pakistani ne pukara Pakistan
amn ka nishaan yeh hamara Pakistan
har ek Pakistani ne pukara Pakistan
amn ka nishaan yeh hamara Pakistan
khud ki bataen to manzil yahi hai
apna watan hai to phir kya kami hai
parcham uthaye huwe ham kharay hain
ke pyaara watan se to kuch bhi nahi hai
sada hon muqaddar bahaarain watan ko
lahoo de ke apna sanwaarain watan ko
lahoo de ke apna sanwaarain watan ko
har ek Pakistani ne pukara Pakistan
amn ka nishaan yeh hamara Pakistan
har ek Pakistani ne pukara Pakistan
amn ka nishaan yeh hamara Pakistan
roshan ho har soo jo khud par yaqeen ho
kal aey jo aaj se bhi haseen ho
abhi aur aage abhi faasila hai
jo mil ke chalain to bana qaafila hai
jo mushkil se mil ke guzaarain watan ko
lahoo de ke apna sanwaarain watan ko
lahoo de ke apna sanwaarain watan ko
har ek Pakistani ne pukara Pakistan
amn ka nishaan yeh hamara Pakistan
har ek Pakistani ne pukara Pakistan
amn ka nishaan yeh hamara Pakistan
Poseidon
New Memberdil ka junoon jo ragon se baha hai
dil aazmaya to dar na laga hai
nahi khof koi bhi dushman ka ham ko
nahi milne denge yun dharti se gham ko
My heart’s passion which is effused from veins
When I tried my heart, I was not afraid
We are not afraid of any enemy
I will not let this earth meet any sorrow
It’s a very long poem for translation, yet I have translated four lines of it.
Lika Brown
MemberAnd I appreciate the few lines you have translated, dear Poseidon !
Thank you 😊